🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: RCB vs DC,26th Match, Bengaluru 18 Apr 3:30pm IST🏏
MUJHE MAAF KARDO 17.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai ~•~ Episode Discussion Thread #3
Pookie Virat got screwed over by insta algorithm again
Now A Fighter 2 Is Being Made
🏏IPL 2026: SRH vs CSK, 27th Match, at Hyderabad 🏏
🕊️ Asha Bhosle ~ Musical Karaoke Tribute 🎶
O Humnava Tum Dena Saath Mera - Welcome & Permissions Thread
Paise ka chakkar babu bhaiyan
Paise ka nahi satta ka , paise to vo yun hi baant raha h , pehle Dhruv ko offer kiya tha , aur ab Nayak ko. 
Pata nahi Murkhgarh ka raja banne ke liye kyu mare jaa raha h ye 
Wo present lagaa kr bunk maar diye
Hoti to bhi muzse bat nahi karti gussa hai pata nahi kyu 🤔
Originally posted by: Chinmayi18
Phir to budhha bolega maine pehle hi bola tha ye insan ko abhi zinda hona hi nahi chahiye tha ab bhugto
Sahi mein, apshaguni baba ne ek baat to correct boli thi , hum hi unhe faltu mein Kos rahe the 

Originally posted by: Tia-life
Paise ka nahi satta ka , paise to vo yun hi baant raha h , pehle Dhruv ko offer kiya tha , aur ab Nayak ko.
Pata nahi Murkhgarh ka raja banne ke liye kyu mare jaa raha h ye
Chirkut ka obsession with murkhgad and Dhruv's obsession with Tara bas yuhi hai koi logical reason nahi hai dono ka



Originally posted by: Chinmayi18
Hum 3 to hai
But 4th beauty with brain kaha gayi abhi bhi gussa ho kya?
Atleast reason to bata do meri galti kya hai ☹️
Gusse se yaad aaya main bhi naaraz hu aapse 

Mere to mind se hi slip ho gaya tha
Originally posted by: Tia-life
Sahi mein, apshaguni baba ne ek baat to correct boli thi , hum hi unhe faltu mein Kos rahe the
Budhha sahi bola tha hamare hi akal par pathhar pade the 
Originally posted by: Chinmayi18
Chirkut ka obsession with murkhgad and Dhruv's obsession with Tara bas yuhi hai koi logical reason nahi hai dono ka




Originally posted by: Tia-life
Gusse se yaad aaya main bhi naaraz hu aapse
Mere to mind se hi slip ho gaya tha
Tu to reason bata de apne gusse ka