Originally posted by: Rainbow_Girl
Jis show mein har kaand mein ek naya police officer aa jaata hain investigate karne (jabki family ek hi place mein rahti hain) udhar kuch bhi ho sakta hain.
They want to officially introduce triangle, toh garry ko gayab kar diya. Ab seerat khush toh nahi ho sakti na, after all uska pati mara, toh zabardasti sympathy dilwayi jaa rahi hain.
Kuch doubts hain mere : seerat ka dress code kya hoga ab (kya woh full sleeve pehnegi), kya woh chuda nikalegi?
Bhaisahab sleeveless pehna tha Lusty ne & chooda toh utaar diya tha….