Originally posted by: Dhruvvtaraa34
sabse pehle toh maharani se. Maharaj ki aatma saath mein aayegi 😆
Dhruv - Dumbraj dono ke bhoot itna pareshan karenge DQ ko ki woh wapas ekantwas me bhag jayegi hamesha ke liye 🤣
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 27th Sept 2026 WKV
🐅 THE TIGER ASIF AT —***~~ Now Entering Legendary Territory***
Celebs at "15Yearsof Mijwan" - by Manish Malhotra - Alia & Vicky
Very partial
Mahabharat Challenge: The Mahayuddh (Live Slot 6: 11-12 AM IST Sat)
🏏West Indies tour of India 2026: 1st ODI - on 27/09/26 @2:00 PM IST🏏
Happy Birthday Ranbir Kapoor 🎊
Dar-e-Nijaat show Discussion
🏏India vs Afghanistan, 2nd Quarter-Final, Asian Games 2026🏏
Originally posted by: Dhruvvtaraa34
sabse pehle toh maharani se. Maharaj ki aatma saath mein aayegi 😆
Dhruv - Dumbraj dono ke bhoot itna pareshan karenge DQ ko ki woh wapas ekantwas me bhag jayegi hamesha ke liye 🤣
aur fir usko kahenge lalla ki apni century ki ladki se prem karo aur koi khud ko Rajkumari bulaye khud ko toh ussi samay ulte paer bhaag jaao. 🤣Originally posted by: Chinmayi18
Jhadu se pitai karenge sari majnugiri nikal jayegi
Phir wapas aayega old no- nonsense Dr Dhruv 👍
Originally posted by: Dhruvvtaraa34
Shraap kamjor reh gaya Maharishi ji ka. Abhi bahut kuch seekhna hai unko zindagi mein…….😆
Are 150 saal mein bhi nahi seekhe to ab kya seekhenge , inhe yamraaj ji ke paas bhejo vo hi unhe sahi shiksha denge 🤣🤣
fir dhruv babu kahenge ki aap sahi they Maharaj mein hi pagal thaa jo maine inki mukti karayi.Originally posted by: Chinmayi18
Dhruv - Dumbraj dono ke bhoot itna pareshan karenge DQ ko ki woh wapas ekantwas me bhag jayegi hamesha ke liye 🤣
Tu bhi marna tere jiju ki bhalai ke liye hai ye
Badi wali bimari thik karne ke liye kadvi dava deni padti hai chutki 😆
Maharishi ji be like - Asambhav Asambhav 😆Originally posted by: Tia-life
Are 150 saal mein bhi nahi seekhe to ab kya seekhenge , inhe yamraaj ji ke paas bhejo vo hi unhe sahi shiksha denge 🤣🤣
Originally posted by: Dhruvvtaraa34
aur fir usko kahenge lalla ki apni century ki ladki se prem karo aur koi khud ko Rajkumari bulaye khud ko toh ussi samay ulte paer bhaag jaao. 🤣
Phir to Dhruv babu princess word se bhi koso dur rahenge 👍🏼
Originally posted by: Dhruvvtaraa34
fir dhruv babu kahenge ki aap sahi they Maharaj mein hi pagal thaa jo maine inki mukti karayi.
Ek galti bohot bhaadi Parr gayi Dhruv Babu par ,inhe mukt karane ki jagah , chup chap Sona lekar chale aana tha .
Originally posted by: Tia-life
Are 150 saal mein bhi nahi seekhe to ab kya seekhenge , inhe yamraaj ji ke paas bhejo vo hi unhe sahi shiksha denge 🤣🤣
Budhha 150 years ka hai tuze kaise pata 🤣
aur kya lekin inki body mein khoon ki jagah goodness behti hai toh kya kare….bechaare majboor hai par ab samajh jaaye toh hi theek hai.Originally posted by: Tia-life
Ek galti bohot bhaadi Parr gayi Dhruv Babu par ,inhe mukt karane ki jagah , chup chap Sona lekar chale aana tha .