yeh event karne se achha becharo ko aaj pura din bathroom use kar lene dete aur apne me hi tasks karwa dete.. kharcha bhi bachta aur isse better hi hota 😭
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 26th Nov '25/ DT Note pg 150.
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 25th November, 2025
VIDYA IN CHAIR🪑 26.11
🎄📚Book Talk December Reading Challenge & Christmas Reads📚
SAASS & BAHUS 27.11
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Nov. 26, 2025 Episode Discussion Thread
Celina Jaitley files for divorce -accuses husband of DV
Ekta Kapoor, tujhe kya ho gaya?
Mere pyare Baccho
I Quitttttttt
Ranveer to keep a low profile before Dhurandhar release
ManVik OS - by the poolside ;)
Anupamaa's new home in Mumbai !!!!
Deepika’s flop brand 82°E reports loss of 12.26 crores
yeh event karne se achha becharo ko aaj pura din bathroom use kar lene dete aur apne me hi tasks karwa dete.. kharcha bhi bachta aur isse better hi hota 😭
jo nahi karte woh bhi isse zyada entertaining hota hai 😭
am i the only one who is so disappointed 😔 do ghanta tayaar hote huye dekha maine in logo ko iske liye 😭
am i the only one who is so disappointed 😔 do ghanta tayaar hote huye dekha maine in logo ko iske liye 😭
Me too. I did my work while they were dressing up and didn't even watch KKK thinking it will start at 9. They started after KKK love got over
manisha 🤔
Don’t be sad. She is back on BB 17 Twitter says. 😳
woww i am so happy... 🥳
that I don't watch bigg boss main anymore 😃
bura toh mujhko yeh lag raha hai is bakwaas ke liye becharo ko pura din bathroom use ni karne diya.. bechari bebika theek se baal bhi ni bana payi.. apna straightner bathroom me hi bhool gayi thi 😭
Imagine that she joins BB17 and gets evicted in the first 2 weeks. 🤣
Originally posted by: roni_berna
Imagine that she joins BB17 and gets evicted in the first 2 weeks. 🤣
pata ni.. aage jaa bhi sakti hai.. uski cringe harkate bohot audience ko pasand hai.. mujhe elvish ke baad next support manisha ke liye hi dikhta hai...
Pooja to abhishek : abhishek when i look at you i see a good boy.. par kuchh kuchh baatien statements fir aise ho jaate hai lagta hai back to square one koi growth nahi.. aisa kyu hota hai?
abhishek : insecurity
pooja : hum insecurity ko chhupane ke liye jo bravado use karte hai usme khud ke sath injustice kar dete hai..