Originally posted by: Chinmayi18
Mai nahi bulane wali kisi ko bhi Didi widi
Mai to mansi, bush aur tia hi bolungi 😆
If i am not wrong you are still in college😆
Kyunki lost 35-40% of its audience
IRE vs IND 28th June at Belfast,2nd T20I,India tour of Ireland, 2026
Armaan sa ki maiyyat ki taiyaari
Salman Khan New House
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: Group A: India W vs Aus W🏏
Originally posted by: Chinmayi18
Mai nahi bulane wali kisi ko bhi Didi widi
Mai to mansi, bush aur tia hi bolungi 😆
If i am not wrong you are still in college😆
Yes you are right
I'm 3rd year clg student 😆
Mai graduate hu 🤣 chal Didi bol 🤣
Originally posted by: Chinmayi18
Are yaar tum dino ko khana banana nahi aata
Phir to sabse pehle muze tum sab ke cooking classes lene padenge shushi ki aadarsh bahu banna hai na warna shushi Tara ko hi choose kar legi aur tum roti rehna phir
Mujhe mat sikha 🤣 Bush ko sikha uske maggi ke alawa kuch bhi nhi ata.. mai toh phir sabzi bana leti hu 😂
OK dil se Didi man leti hu aapko mansi Di 😆
Originally posted by: Minhasmansi92
Mujhe mat sikha 🤣 Bush ko sikha uske maggi ke alawa kuch bhi nhi ata.. mai toh phir sabzi bana leti hu 😂
Ab meri itni himmat ki mai aapko gyan du mansi Di 😉
Bush tu bhi bata de muzse badi nahi hai na tu warna gyan dena cancel 😆
Hahahaha ek saal ka farak hai 🤣 Mansi si bhi bula sakti hai 🤣 baki Jo tera jee kare 😆
Originally posted by: Chinmayi18
Ruko shushi sasu Maa ji se puchhna padega ki unke hamao lalla ko khane me kya kya pasand hai...