Originally posted by: Mai.NePyarKiya
khushal ka pass no k option tha usko khud hero bn na th
Wo sab Sallu pe depend karta hai.
Wo hi Tanisha ne piya hota toh Sallu bahar kar deta sabko wahi pe π
Sreesanth ko bartan saaf karne pe kitna puchkara tha π
Kushal toh anyways bewakuf tha hi. MurkhKundli π€£