Originally posted by: Simimaaneet90
Muje ek bat samaj ni ati ke hamesha geet hi sahi kyu hoti hai and maan galat kyu.
Agar geet galat to sab kahe ge ke zaroor koi karan hoga uske ye sab karne ka aur agar maan galat to vo to hai hi kamina.
Maan ko maf ni karna chahie but geet ko zaroor maaf karo as vo to koi galti kar hi ni sakti aur kar bi di to kya hua galti to sab se hoti hai.
Sometimes I feel that itās the love of the person who played this character specially female character, those ppl will always says that Geet is right chahe vo kitni zayada galat ho.
Story hamesha skip kar ke padni hai agar skip karo ge to story samaj ni aye gi as story mein har ek line ka matlab hota hai as kahi bar jo aj ke update mein kaha vo ho sakta hai kisi aur update mein uska reference ho tab sab kahe ge ke oh ye kaise hua aur kyu hua.
Sach mein Muje ye bhed bhav bilkul ni pasand, logo ko samjhana chahie story ko, na ki apne fav ke hisab se pado, are ye mera fav hai to ye to galat hoga ni.
Muje bi gussa ata hai as geet ka dard har kisi ko dikhta hai but maan ka ni kyu kis liye.
Kya isliye as mard ko dard ni hota ye hai hum sab ki philosophy.
Maan ko bade se bada dukh ho vo ignore, lekin kisi update mein geet ki ungali cut jaye to vo bi bahut badi bat hai aur vo bi maan ke karan hua hoga chahe us waqt maan janta na ho use ya uske pass na ho but galti maan ki
Agar maan ko kuch to vo to uske khud ke karan hua geet ka kya kasoor vo to bichari hai
I am fed up with these double standards, main zayda likhti ni hoon you know but ye ho raha hai bahut time se to Maine Bol diya, mere sath bi aise hota hai so I can resonate with you.
661