waise abhi wait kartey h ye sbs waalo ki har baat sach bhi nahi hoti lekin angad ka change bartaav yehi bata raha h ki ye sach ho sakta h angad natak karega ...Omg sbs chugalkhor aunty ne bola ki precap mein ab angad natak kar raha h darji ne jo bola dusra raasta use karne wala dialogue..
I was right matlab angad ab natak karega sahiba k sath acha banney ka š¤¬š¤¬
Warna angad ki soch sahiba ko lekar wahi h jo pehle thi š¤¬š¤¬š¤¬