Originally posted by: Loving2Missing2
Kya perfect pakada hai...... Itne dino se mere dimaag mein yahi baat chal rahi hai....... Kaalu sirf paise dene ke vakt dikha...... Uss ke baad ke kissi bhi kaand mein nahi dikha.
Aur bipolar HP ko Sashtang naman...... Theek hain, sign karate vakt nahi dekha.... Jab uss ne thappad lagaayee.... Box rakhake Mata ka insult kiya..... baar baar ghar aakar dhamaki deta raha...... To HP jaakar Kaalu se discuss nahi kar sakata tha?..... Vaise to pachaas baar dev ko phone karate hain, toh yeh baat nahi bata sakata tha?...... Voh Durga police hai karke bataya tha uss ne, kam se kam aag lagane ke baad, jaakar ek complaint nahi kar sakkta tha??
Heaven knows what are we watching nowadays??😭