Arre kya kar diya. Sach bol diya. 😆. Agar Akshara ne message & email bhi kar deti or 'centre of universe' ne nahi dekha hota na, toh woh kehte, ek bar karke hi chod diya bas? Baar baar kyun nahi kiya? Shayad dekh leta usmein se ek baar. 😛
Unka to wahi hain ki Akshara kutto ki tarah uske peeche bhage.
2