Originally posted by: Sera-high123
Kuch pata nahi chalna.....Haya ishara karegi Naurez ko and he will woh mai keh raha tha Haya agai.
Or naurez haya ki baat maan kr baat palat lega
Bewakoof hai kya ye 💀 vaise hai toh 🤦♀️
Aisa hi kuch hoga "haya tum yha" ya mariyam khud hi sochegi ki haya aayi isliye uska naam lekr welcome kiya lol🤣
742