Maine aaj ek kaand krdiš¤£
Jo mera team mate tha wo meri friend ko like krta tha mujhe pta tha maine usse ek br pucha bhi tha tb usne mana krdiya thaš
Aaj usne mujhe call krke kaha ki maine usko mon ko btadiya usne friendzone krdiya mujhe maine kaha pehle kyu nhi kaha bohot der krdi tumne 3 mahine lagadiye ab wo apne team mate ke saath hai or khush hai maine uski dukh durr krne ke liye usko btaya ab wo or dukhi hogya šš¤£ yaar ab mai kya krušš



.