I think Dev ek din Satya se kehne hi waala hai... Main Akela hi achcha tha maa... Raichand industries Chalata tha and jaise taise Karke Amba ko avoid bhi kar raha tha... 🤣🤣
Sabne peeche padkar mujhe sehra bandhwa diya and tabse dekho kya raita phaila pada hai... 😒😒
3-4 din office mein rehta tha tab bhi so paata tha, aur ab to mera karma milapini devi ka mandir hi ban Chuka hai, har koi dukhiyara sone ke liye yahin aata hai... ðŸ˜ðŸ˜ðŸ˜
🤣🤣
ek minute ke liye maine visualize bhi kar diya - Martian type style main - Amba ke dev ko akele Mangal grah mein 🤣