Originally posted by: Guddu.Pandit
Namaste Monali ji,
Ji haan aap mujhe Pandit bula sakte hai, maine UN bhi wohi rakha ha.
Aapke mann mein abhi bhi Anger/frustration bhara hai, jis din aapka mann halka ho jaaye uss din baat karenge.
Main Prem pujaari Aashiq hoon, nafrat ki Raajneeti mujhe pasand nahi.
Arre aap to bura maan gaye! I’m not sad. Mere baby ka to funeral hue bhi ek din ho gaya. Ab gussa thook do. Dekho maine kitna pyara sa video share kiya hai😢😢
16