Tere company main meri yeh jawani unsafe hai 🤣🤣
🏏India tour of Sri Lanka 2026: 2nd Test at Colombo: 23/08/26🏏
Anupamaa 21 Aug 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Tere company main meri yeh jawani unsafe hai 🤣🤣
Originally posted by: Fearless_Lover
piya ko laga 🤣 aur kaha laga woh toh Piya hi bata sakte hai🤣
Kahi Abhay ne hi to nahi chubhaya 🤣🤣
Originally posted by: Fearless_Lover
Tere company main meri yeh jawani unsafe hai 🤣🤣
Piya gaayegi ye 🤣🤣
Tu likh k batau
Ya gaa k sunau main
Oooo Thumkeshwari 🤣
ho sakta hai taki piya ko heal krne ka chance mile 🤣
Originally posted by: Fearless_Lover
ho sakta hai taki piya ko heal krne ka chance mile 🤣
Dr. Abhay 🤣🤣
Jholachap doctor 🤣🤣
kash kuch aisa hota k piya yeh gaa pati lekin Abhay piya ko dekhte hi stay away wala dialogue bolne lagta thaa 🤣 Piya ki jawani completely safe thee Abhay k sath 🤢💔
Originally posted by: Fearless_Lover
kash kuch aisa hota k piya yeh gaa pati lekin Abhay piya ko dekhte hi stay away wala dialogue bolne lagta thaa 🤣 Piya ki jawani completely safe thee Abhay k sath 🤢💔
Baat to sahi hai lekin library wale scene ko dekh ke aisa to nahi lagta ki uski jawani safe thi 🤣🤣
ST main jholachap Dr. Toh ban hi gaya thaa 🤣Suhani k pyar main
Abhay k pass jo Kiss therepy thee woh Ranveer k pass kaha ? 😉🤣
Originally posted by: Fearless_Lover
ST main jholachap Dr. Toh ban hi gaya thaa 🤣Suhani k pyar main
Abhay k pass jo Kiss therepy thee woh Ranveer k pass kaha ? 😉🤣
Ranveer Abhay se hi training leke aaya hoga lekin teacher to teacher hota hai 🤣🤣
Jab tak Hriti wapis aa kar new AT Thread nhi banate tab tak yahi chat karo
1.1k