When I was around choti anu age Maine Birla ka aluminum factory ( hindalco )andar se dekha tha in a town Hume se kaha Gaya tha jo badi badi tanki jisme aluminum garam ho raha hai use haath mut lagana woh badi badi Tanki bahut garam Hai
But us factory siren ki awaj bahut darawani thi subah 5 phir dophsr 12 baje phir shaam ke baje 5 phir raat ke 11 baje us darwani siren ki awaj ko sunna padta tha
Poore town mein us siren ki darwani awaj sunai deti thi
Woh town Birla ka hi basaya hua hai aur us town mein school rehne ke liye Ghar Ghar Ghar milk pahunchana Ghar Ghar water supply electricity sub khuch Birla ke dwara arrange hai
Birlas ki taraf dining table garden chair bhi diya jaata,tha Jo unke employees factory mein kaam karte try
Electricity ek Tarah se wahan free thi
17