Dekha jaaye toh mandaliwale sabhi Shiv, Stan, Nimrit, Abdu, Sumbul sabhi Sajid ko jheltey thai aur hain. Abb Farah khud itana sunakar gayi aur Sumbul ke papa ne bhi bol diya toh Shiv, Stan, Abdu sab apne mann ki baat karne jaa rahe thai. Kash yeh Shiv pehele se he Sajid ki itani nahin sunta toh. Lekin yeh chamcha he raha, kal bhi captaincy task mein chamchagiri ki.