Originally posted by: Jayjaya79
Salman aaj ekdum achhe mood main aa gaya!
Aisa lag raha tha kal se ki mehnat karni hai usko iski weekend... thoda hass bhi raha hai
🏏 ENG vs IND | 1st T20I | 1 July 2026 | Ind Tour of Eng 2026🏏
Half yearly round up: my top 5 tracks of the year 2026
SLA vs INDA, 2nd Unofficial Test, India A tour of Sri Lanka 2026
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: SF-2: Eng W vs SA W🏏
Originally posted by: Jayjaya79
Salman aaj ekdum achhe mood main aa gaya!
Aisa lag raha tha kal se ki mehnat karni hai usko iski weekend... thoda hass bhi raha hai
Shalin andar hee andar khush ho raha hain! Sallu ne bol diya poora episode uske aur Tina ke naam pe!
Salman should take some acting lessons from shaleen
Originally posted by: nehaaa.14
Salman - Priyanka main tum mein ek bahut badi heroine dekhta hoon isiliye tumko tokta hoon
Yeh Salman ko iss week kya ho gaya hai. Kal Shaleen ki tareef aur aaj Priyanka ki tareef. π³
Shaleen and Priyanka should say - Aap koi aur Salman ho π
Is week khilaya pilaya ja raha hai next week halal karenge π
Sallu ne itna roka, toka, daanta, taunt maara sha ko ..
still shaleen - sir, I like her ..
Gazab dheeth banda hai yeh..
Shaleen-I Like her
Sallu-Jaab usko yeeh baat samaj aayega tooh wooh wapas aa jayege wait karo π
Stan ke footage ka time agyaa
Sikh hi raha hai kitni baar mimicry kar li Sha kiππOriginally posted by: Cookermaichane
Salman should take some acting lessons from shaleen
Finally topic change to Archna Stanπππ
Salman yeh fake relationship pe kitna time waste Kiya !