Originally posted by: Chingaari
Jcb ki khudayi kar ke purani posts dekh le..hanesha cute hi bola hai usey except 1- 2 baar ke😆...mujhe clean chit de de pls
Main toh ab tak mari parhi hui hun kal tere ghosla ko dekh ke
Kasam se yaar itni waahiyat performance toh Last season Teju dance ki bhi nahi thi...matlab kya tha wo kal kya tha
Peeli jacket wale jiju per tera dil aa gaya kya 😳
Arrein de toh diya yaar tujhe clean chit - bola toh ke tune thodi na aisa bhayanak and bina reason wala u-turn maara hain 😆
Sach mein yaar - kya maha wahiyaat tha kal ka toh - and woh kya pata nahi railing pe climb karke kaise usko pakda tha - I was like what the hell is going on 😆
Nahi re - kehne ka matbal yeh hain ke woh mustard hoodie wala andhon mein kaana raja tha 😆