Aise mat kahiye Raghav bhai... Arjun ji abhi bohot mushkil daud se guzar rahe hai... humein unse thodi narmi se baat karni padegi...
Aap khud bhi to iss dard se waqif hai... apno ke guzar jaane ka gham... isey jhelna asaan nahi... aur Arjun ji ki patni ki mrityu to unke ankhon ke samne hui thi 😢
Main to soch bhi nahi sakti ki unpar kya beeti hogi..
Is baat mai tumse 💯 agree karta hai
Pyar ko bhulana aasan nahi, lehro ki tarah hota hai yeh pyar
Joh pyar ko jaan le, pyar uski jaan le