Originally posted by: Deadinside
By mistake main pankha ban gaya tha uss din pink dress main ladki samajh ke. Uss din se zabardasti pankha banaya jaa raha hoon main. Mujhpe atyachaar ho raha hai cuppa. Mujhe bachaa lo. 😒
Kaun kar raha hain yeh tumhaare saath? Cookie? Chal hum usko zabardasti Tina fan bana dete hain - waise bhi itne pyaar se usko lombdi bulati hain 😉
Edit: @Cookie - yeh tag phir se kaam nahi kar raha.

