Na Umra Ki Seema Ho

Desires of Hearts : ViDev - Two shots

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago

This one is dedicated to my friend Parud who wanted to see some different level of romance which I didn't tried much. I just hope Parud you will like this. 

Dev and Vidhi are in Mumbai as part of a business trip. They came for to have a business deal with the company running by Dev's best friend Amba Mehta . After the deal was finalized Amba requested to Dev and Vidhi to stay at the staff quarters because it was too late night. 

Amba : Kal aap log chale jaayiye please. Waise bhi itni raat long journey kyun karni hein ? 

Dev : I don't have any problem. Mein bata dunga Ghar pe. But Vidhi ko shayad..

Vidhi : Nahi Sir. Actually jab Mam bata rahi thi tabhi maine inform kee. Aap bhi ruk rahe hein , iss liye mein akeli nahi hun. Toh Maa ne kaha koyi problem nahi hein. Paapa ne bhi aise kaha Hein.

Amba : Fine then mein security ko bol dungi

Dev and Vidhi came to staff quarters. 

Their rooms were near by. Security bought some cool drinks for them . At one of the glasses he had mixed some thing secretly at the kitchen. ViDev and Amba were not aware about this. All the office staff including Amba had left the office. The security guard served them drinks and he started stalking Vidhi. Vidhi was feeling discomfort with his gaze. Dev noticed it.

Dev ; Kya hein! !! Aise kyun ghoor Raha thaa tu ?

Security; Aap itne gusse kyun kar rahe ho ? Aapki biwi thodi hein ? Maze leejiye Sirji raat ko isske saath 

Dev : Kya bola tu ne ? How dare you uttered this non sense? 

Dev fumed in anger and started beating him. 

Dev : Teri zuban ko kaat lunga main. Nikal Jaa yahan se ...

Meanwhile Dev noticed Vidhi had fainted after drinking the cool drinks.

Dev : Vidhi !!!!

Dev was shocked to see this. He quickly took Vidhi in his arms and entered inside the room. Meanwhile the staff locked the room from outside and ran away from there. 

 Dev shouted : Darwaaza kholo                   

But there was no one to hear it. Dev quickly searched his phone and tried to make a call. But his phone's battery was low level and it was not working. Vidhi ke phone se try karta hoon. Dev searched for Vidhi',s phone and find that it was missing at her hand bag. He was tensed hell and looked Vidhi. He rubbed Vidhi's hand and cupped her face. 

Dev : Vidhi , udo Vidhi . Meri taraf dekho Vidhi 

Dev  : Vidhi , aankhein kholo please

Vidhi was half blinking her eyes and was smiling like a kid. 

Vidhi : Sir 

Dev : Vidhi , thoda paani pee lo

Vidhi : Bahut pee Lee Sir , abb mujhe nahi chahiye.

Dev : Lagta hein isse sach mein chadd gayi hein 

Vidhi : Chad gayi hein naa aapke pyaar ki hawa. Rok nahi paa rahi hun....

Dev : Vidhi !!!! Security guard ne kya milaya isske cool drinks pe .....Kahin alcohol toh nahi 

Dev thought to sprinkle water drops at her face. But seeing her asleep like a kid he didn't felt to do it. Dev's eyes went on the landline and he tried to make a call from it. But to his bad luck landline was also not working. 

Dev sat beside her and looked Vidhi..

Dev thought: Kitni masoomiyat hein isski chehre mein, iski ek muskan se kitne sukoon milte hein mujhe. Vidhi Kaash mein tumhein sab kuch bata paata... 

Dev adjusted the pillows and while doing it unknowingly Vidhi held his palm. She was uttering some thing in her deep sleep. "Sone do naa, Maa. Takiya kyun kheench rahi ho ? "

Dev smiled and see how Vidhi has held his palm near cheeks and has lie down on it. He again looked her face, her closed eyes and the scattered hair fallen at her cheeks. Slowly he adjusted the hair one by one behind her ear and took away his palm gently. He was sitting and admiring the sleeping beauty of Vidhi. But he himself don't know that while looking her like that way he also felt asleep. 

 Time passed and when the morning rays fell on it was Dev who first wake up. He looked his watch and was shocked to see the time is 6 am. 

Dev thought: Yahan se kaise niklun ! Kab se yahan hun. Mere phone bhi bandh hein. Iss quarters ke andar joh landline hein woh bhi kaam nahi kar rahe hein. Vidhi ke phone kahan hein ?  He went towards the door to open it but it was locked from outside. 

Dev : Koyi hein, help !! Hum yahan fas chuke hein.

He started trying to break the door by knocking and kicking it with his leg. Hearing this sounds Vidhi waked up and said : Kya Maa, yeh kaisi awaaz aa rahi hein? 

Dev went inside the bathroom and took some water in the mug and without much thought he sprinkled water drops at Vidhi's face.

Vidhi opened her eyes and looked Dev

Vidhi : Dev sir itni subah subah mere ghar mein. Good morning Sir.

Dev : Vidhi yeh tumhare ghar nahin. 

Vidhi : Kya ? 

Dev : Hosh mein awo Vidhi

Vidhi looked here and there. 

Vidhi : Yeh hum donon kab se yahan pe? 

Dev ; Kal raat 10 baje se yahan pe fas chuke hein Vidhi. Security guard ne kuch milaya thaa tumhare cool drinks pe , usko thappad nahi lagata toh woh Tumhare saath 

Vidhi started crying bitterly

Dev : Vidhi please ro mat. Mere phone kee batter dead hein. Actually tum woh cool drinks Peete hi gir padi aur maine tumhein yahan laayi. Ussi beech woh security guard ne bahar se darwaza lock kiya. Yahan ke landline try kee woh bhi kaam nahi kar raha hai. Tumhari phone kahan hein? 

Vidhi : Sir hand bag mein thi.....

Dev : Uss mein nahi hai. ...

Vidhi ; Kya ? Hum fas chuke hein kya ? 

Dev : Haan hum donon ek kamre mein...Bandh hein ...

Vidhi ; Kya ?? Yeh kya ho raha hein? Maa Milapini...

Dev : Vidhi , koyi rasta dhoond lenge. Aur waise bhi 9 baje tak Office ke staff, Amba sab aayenge

 Aur koyi Naa koyi toh aayega 

Vidhi was still crying. 

Dev : Vidhi 

Dev went near Vidhi and held her hand. Vidhi hugged him tightly and cried literally. 

Dev patted her back gently and consoled her

Dev : Vidhi ro mat, Rone se kuch nahi hoga. Yahan se niklenge bahut jald. Mera bharosa Karo.

Vidhi : Sir sab log kya bolenge? Mein ek ladki hoon aur log toh baatein banayenge, 

Dev : Kuch nahi hoga tumhein. Humein pata hein hum kaise hein, kisi ko kuch explain karne kee zarurat nahi hai.

Vidhi: Sir !!! Mere parents kam se kam das baar toh phone kar chuke honge. Kya soch rahe honge? 

Dev : Yeh baat sirf hamare beech mein hein...Vidhi unn logon ko pata nahi hein, aur tum bhi batana mat. Pareshan ho jaayenge.

Dev slowly released Vidhi and wiped her tears. 

Dev : Mein darwaaze todne kee koshish kar raha thaa. Par ho nahin paaya.

Vidhi: Sir kya milaya thaa uss security guard ne? 

Dev : Exactly toh pata nahi.

Vidhi: Jiss tarah se goor raha thaa mujhe ...

Dev held her hand and looked her

Dev : Mere hote huye koyi tumhein galat nazron se dekhe yeh mein bardaasht nahi kar sakta Vidhi. Uski pitayi kee maine. Par aise room bahar se lock ho jaayenge, yeh kabhi socha Naa thaa . Tum pehli baar mere saath ek business trip mein Indore se bahar aayi aur yeh sab huwa. I am sorry Vidhi.

Vidhi: Sir aap kyun sorry bol rahe hein? Aapki koyi galti nahi hai. 

Dev : Tumhara dhyan rakhunga aisa vaada kiya tha maine tumhare Paapa ko....Par ..abb ..

Vidhi : Sir aap mere khayal hi toh rakhe. Mujhe chodke gaye nahin...Iss se pehle kee koyi badtameezi karen mere saath aap ne use  sabak sikha Dee. Muje accha laga Sir 

Dev: Kya ? Iss tarah room mein bandh hote huye ?

Vidhi ; Sach kahon toh Haan. Office mein kahan kuch bol paate hein....woh toh bas cabin mein aapke bulane pe aati hoon ek do baar....Mein puri koshish karti hoon aap kuch bole dil se jaise kuch din pehle aap bole Mein acchi lag rahi hun.....waise kuch sunne ko mile

Dev coughed and said ; Vidhi uss baat ko aage nahi badha sakte ....Aisa kaha thaa Maine....

Vidhi : Par Sir aap ne haath bhi dhaama aur aansu bhi poche..Aur abb bhi wahi kiye. ...Mein koyi ummeedein nahin laga rahi hoon. Bas thodi kuch ...

Dev looked Vidhi intensely.Vidhi too looked him

All of a sudden Dev pecked a kiss at her cheek. This deed was totally unexpected for Vidhi. She kept her palm at her cheek in disbelief.

Dev smiled and looked downwards, Vidhi shyily smiled and looked him.

Vidhi: Sir !!!

Dev : Tum aise saamne mere paas, mere itne kareeb rahogi toh yeh joh .... abhi....huwa......

Dev started rolling his hands. 

Vidhi held his hand. 

Vidhi : Batayiye naa bina ruke, bina haath hilaye meri aankhon mein dekhkar

Dev : Sorry, I think I shouldn't have done this. I am sorry..Bas yahi kehna thaa. 

Vidhi: Toh kya aapke dil mein koyi armaan nahi ? Koyi juzzbaat nahin? 

Dev : Vidhi bahut kuch hein. Par hum donon ke beech joh faasle hein, woh baar baar dimaag yaad dilate hain.....Yeh joh maine kiya woh .....kiss......woh just like.....heat of the moment.....

Vidhi suddenly pecked a kiss on his cheek..Dev was surprised and he stared her.

Vidhi; Mere liye yeh special thaa, aapka first kiss. Maine lauta bhi dee...Dev Sir. ..

Vidhi smiled shyily..Dev looked her and they share an intense eyelock. 

To be continued 😅😂😅😂😅😂

Created

Last reply

Replies

18

Views

1465

Users

9

Likes

27

Frequent Posters

Telly_Addict thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 5
Posted: 1 years ago

behan i just love you for these many stories.. sabko ek jagah mention karna weekend pe sari ikathe padhungi..

abhi to sone ki bhi fursat nahi hai... 

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago

I have put all the links of my finished stories in Writers Paradise NUKSH. You can find articles of Nany, Shinika, Sanchi , Anupreeya also there. Please wahan se padna. 

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago

Part 2

Vidhi : Sir mein aapko samajh sakti hoon, par mere dil ko kaabu mein rakh nahi paa rahi hun. Jab bhi aapko dekhti hun toh aapke kehne ke bawajood bhi aapki ek jhalak paane ke liye muskurate huye aati hoon. Shayad mein immatured hoon. Isliye...

Dev : Vidhi , tum bahut bahut samajhdar ho.....Maine confess toh Kiya Vidhi ,par mein tumhein bata Chuka hun kee iss pyaar ke raaste mein kaante hi kaante hein. Par tum meri Vidhi ho aur mein tumhara boss hoon. Yeh rishta toh nahi badlega. 

Vidhi : Mein yeh sab samajhti hun. Par dil kaa kya kasoor hein Sir joh sirf pyaar mein khoye huye rehte hain? Mein khud ko rok nahi paati. 

Dev : Rokna padega Vidhi. Kyunki jitna tum kareeb awogi utha tumhein dard hi de pawunga. Aur kuch nahi hai debe ke liye mere pass

Vidhi : Iss pal jab hum aise saath mein hein yeh pal shayed dubara nahi aayenge..Kya Sir abb bhi aap aise hi mujhe samaj kee baatein hi sunayenge . Kabhi dil kee baatein bhi sunaiye. 

Dev : Dil kee baatein, dil ke armaan toh lafzon mein sametna mushkil hein. Bahut kuch hein Vidhi. Jiss din Khaogali mein tumhare saath mein ghoomi uss din bachpan mili. 

Vidhi: Uss din pehli baar mujhe laga kee mere dil mein kuch toh ho hein aapke liye. Aap batayiye naa aapko woh ehsas pehli baar kab huwa ? 

Dev ; Woh jiss din tum coffee peene ke liye mere saath aaye aur tumne indirectly bol dee kee tumhein koyi Aisa life partner chahiye joh bilkul 

Vidhi : Aapki tarah ho, infact aap ho. 

Dev : Phir bahut kuch huwa life mein, aur tumhari feelings jaankar aakhir mein bol toh Diya par Vidhi yeh bhi kahan kee iss pyaar kaa koyi future nahi hein.

Vidhi: Pyaar toh bas hota hai, uska koyi bhavishya yaa aajkal aisa kuch hein nahin... Sir!!! Yeh ek aisi feeling hai joh bas hote hein. .Iss waqt mujhe saaf saaf dikh raha hein aapki aankhon mein.

Dev : Mujhe lagta hai mujhe yahan se nikalne ke liye kuch...

Dev stood up from there . Vidhi held his hand from behind. 

Vidhi: Kab tak aap aise bhaagte rahenge iss juzzbaat se, pyaar se , mujhse ? .

Dev took a deep breath and cupped her face.

Dev : Jee toh mera bhi karta hai kee ek awara aashiq kee tarah tumhein choo lun, tumhein baahon mein le lun, pyaar bhari lamhe bitawun, par hamare beech joh umra ki Seema hein

Vidhi: Kya aapke dil mein bhi yeh umra ki Seema hein ? Aapki dabi huyi chahatein toh kuch aur hi keh rahe hein. 

Dev : Sapne tootenge toh dard honge Vidhi, sapne dekhne se pehle tumhein samjha raha hun, please sambhal Jawon .

Vidhi : Yeh aap mujhe keh rahe hein yaa khud ko 

Dev : Mujhe tumhein yahan laana hi nahi chahiye thaa.

Vidhi: Iss business deal kee zimmedari aapne di and as an employee maine aapko nirash nahi kiya. Par dil koyi zimmedariyon kaa boch lene waala thaili nahi , iss mein chahatein Zinda hein. Mera dil aapke liye dhadakti hai.

Dev : Aisa mat kaho aur mat karo mujhse itna pyaar. Kiya kya hein maine joh tum khud se zyada pyaar muje karte ho ? 

Vidhi : Aapne woh jaadu kiya hein joh Aaj Tak kisi ne kiya nahi. Mere har dukh dard, problems sab mein ek humsafar ban gaye aap . Kayi baar bina bole aap samajhte hein. Meri izzat karte hein aur usse aaj bacha bhi liye hein. Phir bhi aap pooch rahe hein mein kyun aapse pyaar Karun ? 

Dev : Vidhi !!! 

Dev passed his fingers at her eyes and forehead. 

Dev : Iss masoomiyat ke aage, sachai ke aage mein haar Raha hoon , par yeh bhi sach hein kee iss naadan see gulab jaisi pankhudiyon waale aankhon mein apne liye aansu nahi dekh sakte. Aansu khud ponch lo Vidhi. Mein nahi awunga har baar aansu pochne ke liye.

Vidhi: Kyun ? 

Dev : Har kyun kaa jawab nahi hota Vidhi . 

Vidhi rounded her arms at his chest and hugged him like a kid. 

Vidhi : Mein aapko aise jaane nahi dungi. Maine koyi galti nahi kee sirf dil diya hein aapko.

With trembling hands Dev tangled her hair and looked down. He saw the tiny face of Vidhi which almost went redish. 

Dev : Bahut Ziddhi ho tum Vidhi 

Vidhi : Yeh ziddh nahi , pyaar hein. Bas mujhe pyaar deejiye Kam se kam iss waqt . Jab hum bahar jaayenge toh mujhe pata hein protocol kya hein. Mein employee hoon aur aap mere boss. 

Dev ; Vidhi iss mein dard hoga ....

Vidhi: Dard sirf akele mein hi nahi aap bhi toh bhog rahe hein. Aap to sakte hein. Rone se insaan kamzor nahi hota...

Dev wasn't able to control any more. Tears busy out from his eyes which fell down at her forehead. She extended her hands upwards to wipe them. He ifted her in his arms and made her to lie down at her lap. Then gently he kissed at her forehead. She hugged him tightly by leaning over his chest. They both forget everything at that intense hug. His arms were lying at her waist and her nails were scratching his back. But they couldn't stay long as they heard the sound when someone was opening the lock. 

Dev : Vidhi waqt aa chuka hein

Vidhi : Shayad thodi der aur bandh hote iss kamre mein toh samaj ke saare bandhanon se khul jaate.

Dev : Aisa shayad sapne mein bhi mat dekhna Vidhi.

They came back to their positions. Amba and her staff opened the door.

Amba ; I am so sorry. CCTV photage se pata chala kee security guard ne secretly canteen mein Vidhi ke cool drinks pe alcohol Mila thee. I have suspended him. Joh bhi huwa I am very sorry. Miss Vidhi ro kyun rahi hai? I am so sorry mujhe isske baare mein pata hi nahi thaa. Miss Vidhi aapki phone office ke mere cabin mein pade the.

Please aap apne parents ko call keejiye. Kayi baar weh call kar chuke hain. Dev so sorry.

Dev : It's okay Amba. Abb hum jaa rahe hein.

Amba; Dev kuch khaake Jawon. 

Dev : Thanks, raaste mein khaa lenge. Waqt nahi hein ...

Dev looked Vidhi.

Vidhi: Chalti hun Mam. 

Amba : Aap donon apna dhyan rakhiyega

Dev and Vidhi started their journey. Whole journey they were silent. And when they reached Indore Dev said : Yahan se paidal chalo Vidhi

Vidhi: Aap Ghar nahi aayenge?

Dev : Nahin. Dil mein armaan jaagenge toh rok nahi pawunga. Please aage se tumhein shayad hamesha akeli hi jaane padenge.

Vidhi : Kaash uss kamre mein thodi der aur rukte .,

Dev : Woh sirf lamhe thi, dil kee chahat thi, par zindagi ke kadwi sach inn sabki seemawon se pare hai.Par mein maanta hoon pyaar ki koyi seema nahi hoti.

Vidhi smiled and looked Dev

Vidhi: Mere liye itna hi kaafi hein Sir. Dil ko sukoon mila.

This story is ending here. I don't know whether this was upto mark, but likhte likhte yeh ho gayi. Desires of ViDev hearts were hidden and once they burst out to the full fledged way nothing can stop them . I believe so. 

magicalworld thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 1 years ago

Originally posted by: Revutty

You always come up with beautiful story 

Will wait for the next part 🤗

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago

https://www.indiaforums.com/forum/post/162256227

Next part is written. It's ended. 

magicalworld thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 1 years ago

Ok thanks for sharing the link

Padh kar batati hu 😊

Scissor thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Visit Streak 90 0 Thumbnail + 3

Gajab👏

Revutty thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago

Thanks 😊. Bade dinon baad cutting ✂️ kanya ke comment pad rahi hun. Bas December ke end Tak hi tang karungi apni stories likhkar aur tag karke. Usske baad Break lene waali hun forum se. 

Geeta06 thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago

Aww.. Both are cuties... Loved it...