Their thought process stems from how they have grown up in their own era. In some aspects, it is still expected that the girl takes on all the heavy-work of making every single relationship work out, and also take the blame if for whatever reason it fails to be so. And if you say you are not interested, they will fill the page up with their own reasons for your rejection, as if you are incapable of determining your own identity outside of marriage.
Koi ladke ka chakkar hai kya? Kahi badnaami toh nahi karwa ke aa gayi?
Tumme koi khaami hai ya koi khatarnaak bimari hai kya?
Tumme ladkon mein toh ruchi hai na? Ki uss tarah ki ho?
Tum ek do se mil lo, apne aap haan bol dogi. Dekh lo, baad mein acche ladke nahi milenge.
Arey bhai, interest hi nahi hai na, baat khatam.
Var nahi vardaan chahiye aazadi se jeene ka.
Apne mata-pita ke taraf saare farz adaa karne ka.
Apni zindagi apne mainon se jeene ka.
Itni si baat kyun nahi samajhta hai samaaj.
Zamaana kitna bhi badal jaye, ye rudiwadi soch ka jo keeda hai wo nahi jaata.
Mujhe bhi accha laga ki someone resonates with my thoughts.