Originally posted by: IF_rida
Mujhe epi dekh k aaj buahat gussa aaya
Sirf priyankit and archana sahi lagay... May be kal wo bhi bauhat ghalat karain par abhi tak I’m liking them
Abdu pe inki sangat ka asar hogaya
Shiv kabhi mujhe genuine and smart player lagta tha ab wo sirf cunning lagta hai
Manya ki dukhti rag hai runner up kehna
Mc and Stan to mar gaye Waise hi pareshan thay k shiv ne humain adopt kyun nai kiya
Nimmo is vile.... saying I want to bash her face shows ur jealousy and insecurity
May be kuch logon ko epi pasand aaya ho k love lapata nai tha par jo epi main tha wo bauhat irritating tha
Gori Stan and manya ko ke saath ghar se bahar karo
Aaj samajh aagaya k kyun kehtay jhund main s*** aatay hain