Karwar Chauth vrat Savitri teen in sub ke Pooja karne ka tareeka ka Vidhi Ghar mein Alag alag Hota Hai aur wohi Vidhi Har generation ko follow karna Hota Hai
Jaise hamare uttar pradesh mein jhaado ki seenk ko chandrama ke saamne pheri lagate hue daalte hai but jhaarkhand state mein jhaadoo ki seek ka koi reevaj nahi hai though woh bhi karwa Chauth celebrate karte hai
Same to Sakat inmy parental grand father side sakat vrat is perform under shadow of star but in my material grand mother side Sakat is perform at day time
Sakat ya karwa Chauth aise parv hai Jo Ghar mein chali aa rahi Vidhi ke ansuaar hi karva Chauth ya Sakata ka vrat rakha jaata hai
Agar Ghar mein Sakata ki Puja day mein hoti Hai to jo bhi bahu aayegi woh bhi day mein Sakat ki Puja din mein rakhna hoga woh apni marji se star ke shadow mein Sakata nahi rakh sakti
Aur is wajah se agar SaaS karwa Chauth Sakat ka vrat nahi rakhti to bahu bhi yeh vrat nahi rakh sakti kyonki bahu apne man se Vidhi ki Pooja nahi kar sakti use karwwa Chauth ya Sakat ki wohi Vidhi Apnani hoti Jo unke khaandaan mein chali aa rahi hai
Edited by surabhi01 - 2 years ago
24