aayi...ye aayi...🤩🤩🤗🤗
Pagal aa jaaya kar... Man nahi lagta tere bina..☹️
Meri prep acchi chal rahi hai.. Bas 23 24 ko exam hai... Par mai 2nd grade ki taiyaari kar rahi huu jiska exam abhi nahi hai..😌
Udaipur wala to ab bilkul normal ho gaya hai..curfew bhi hata diya... Uske dono beto ko gov job aur 2 caror rupees diye hai..😊
Tujhe mere liye kyu rishta lana hai... Abhi mai aise hii thik huu baba... Papa mere apne mission par hai..🤣
Baarish ka to puch mat Tu... Itni bhayankar garmi aur humidity hai...baarish ho hii nahi rahi..☹️🤦♀️😪
Tu bata tera kya haal hai...papa aur teri batti hui ki nahi..😁
Papa maane...aur padhai ka kya chal raha hai..😁
Delhi ke mausam ka kya haal hai..😁
Clg to khatam ho gaye.. Aage kya karne ki sochi.. M.A. kar rahi hai kya..🤔
Aur aa jaya kar yaha yaar..☹️
Baki sab to thik hai.. Ye hum itni formal baatein kyu kar rahe hai..ajeeb lag raha hai..🤣🤣
Are yr
Kya batau itni garmi mai dimag kharab hai
Lagta hai kud jau nadi mai 😪
Apke vaha raat mai thanda rehta hoga na🤔🤔
Apke exams samaj nai aata
Khair
Mera kya padhai
Mera to MA entrance ka exam hai 😔
Mere grah abhi thik nai chal rhe
Sab mere piche hat dhoke pade hai😭😭
Kya kare ab Mausam thik ho to thoda entertainment aur mood bane sabka 🤔