haa ye to pata hai ki shamshera kafi time se ban rahi hai...🙄
Shamshera kafi saal se ban rahi thi.. yrf ki marketing hi ajeeb hai ki unlogo ne film ko promote nai kiya
Patani itna acha teaser rakha hua tha inke pass
Koi air production hota toh abtak itna promote kardeta ki 100 crore toh abhi nikal jaate
Par teaser itna accha hai kya..post karna jara..😳