Woh toh agar Raavi ka breakdown scene dena hoga toh they will show something like this.....Originally posted by: Saakshi2k
Wese na mujhe darr lag raha hai ki aane wale episode me Raavi ka chaanta padne wala hai... Yeh mere andar ka ITV keeda bol raha haiš
Mene dekha hai ek partner denial me rehta hai , keeps on saying kuch nahi hua woh zinda hai blah blah blah, fir saamne betha hua insaan usko chaanta maarta hai aur bolta hai "hosh me aa" š¤Ŗ
Idhar dhara bhabhi lagaegi Raavi ko chaanta aur fir mahanta ki image na bigad jaae isiliye gale bhi lagaegi aur sorry bolke mahaan banegiš