Itna easy nhi hai
Thoda time lagega
IRE vs IND 28th June at Belfast,2nd T20I,India tour of Ireland, 2026
Armaan sa ki maiyyat ki taiyaari
Is Cocktail 2 struggling at the BO? It went down after good start: BOI
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: Group A: India W vs Aus W🏏
The sanctity of love in Imtiaz Ali's films
How do you like Salman-Sushmita pairing?
Itna easy nhi hai
Thoda time lagega
Originally posted by: BossLady
Yer ap kitna soti ho
Raat bhar aisa kya karti thi jo din mai nind puri karti thi🤔
Kash raat ko kuch karne ko hota 🥺
No doremon 🥺
Nai dekha
Bas naam suna hai
.

EMI pe le lo na baba
Aaram se dete rehna 🤷
Chalo dekh lo jaisa bhi ho
Originally posted by: BossLady
Ha maine bhut kaand kiye aur bhut mere sath bhi hue hai 😪😖
Pata hai
Jab mai 2nd mai thi
Tab vo ladka nai jiski maine nak noch li thi bataya tha maine
To humara roll no. aage piche hota tha to hum sath baiththe the
To ek bar jab chutti hui par hum dono lad rhe the aur puri class ja chuki thi
To mai bhi jane ke liye khadi hui tab vo Mtlb mere cheeks pe kiss karke bhag gaya🤬
Aur mai hairan khadi thi🤣
Waah yr
Tu bhi kardeti
Kaash sabke paas ek ek doremon hota
Maine dekha hai
Cute character hai
Originally posted by: BossLady
.
EMI pe le lo na baba
Aaram se dete rehna 🤷
Chalo dekh lo jaisa bhi ho
Mere yaha koi bhi saaman lene se pahle research kiya jata hai
Usi me time lagta hai
EMI per hi lena hoga