kyu 🤣Originally posted by: White-Lilac
Agar ye koi aur show hota to mai maan leti par is show me aisa hoga ye digest karna thoda mushkil hai 🤣 Ab ya to track sudhar jaayega ya phir show band hoga iske alawa aur kuch nahi ho sakta hai yaha 🤣 baccha paida to nahi hone wala hai 🤣
GK k baki k shows main bhi bachche hue hai na 🤣toh ish show main kyu nahi 🤣
874