Azlaan ko zain ka naam sunkar kitna gussa aaya but control kar liya usne 😆ek meet-up hona chahiye zain Azlaan ka I wish next episode me Azlaan jo line bolta hai azka ke baare me wo zain ko bole ❤️
Haan use shaadi ki baat sunkar bhi acha nhi lagta jab vo Ghar aata hai ..
Zain ka na sunke uske aur aag lag jati hai...he knows na Zain Azka se milne aya the ...
Na tab Zain nahi hoga shayad...Family meeting hai na...ek taraf damad aur dusri taraf vo aera Gera banda...
But unka ek scene toh bnta tha...