are nahi di...mera aisa koi intention nahi tha..😝
Its just ki jo situation hai vo thodi personal hai...
Accha thik hai chalo batati huu mai aapko...
Actually there is person jiske parents usse bahut pyaar karte hai...sab kuch diya unhe...every possible thing jo vo de sakte the... But circumstances aise bane ki jiss personality ko unke bacchon mai unhone hii develop kiya...jiss rights ko unhone hii unhe diya ab vo uss rights ko question kar rahe...ussi personality par sawal utha rahe regret kar rahe ki unko aisa nahi karna chahiye tha...ab bacchon ki to usme koi galti nahi hai ye vo bhi jaante hai.. Bas situation vaise hai..to vo Frustated hai...Par unhone uss frustation mai unko bahut kuch bol diya... To kya iss situation mai unhone thik kiya...kya parents sahi hai ki agar bacche uss right ka use kar rahe jo unhone aaj tak unhe diye...yaa yuu kahu ki uss aazadi ka apni soch ka use kar rahe....to kya parents ko ye right hai ki vo unhe question kar sakte hai unhe hurt kar sakte hai...ya hume parents ki majboori ko bhi dekhna chahiye...unke aaj tak ke sacrifice love ko dekhte hue unko iss situation mai bhi sahi manna chahiye ki hume vo hurt kar sakte hai.....🙄
Mujhe nahi pata i am making sense or not here.. But hope aap samjh jaaye..😋
Sorry dear! I am not able to understand. Not your fault, but that is because of my limited knowledge of hindi. But, please do try to explain again. I understand it is personal and best left at this point. I think you know the answer to the question. 🤗