I remember his poem- Jelly-
lakul lakul, laal laal lakul lakul jelly!
jelly meri momma ka man... something like that.
and theres the Onomatopoeia!
ufff. such memorable lines.
I am gonna go watch it on hulu!
I really loved the other lady too who recited a poem on bhais!
😅
bhais ka rishta
meri bhais ab jawan ho gai hai...
Ab toh ghas 🌿🌱🌱 khati hai wo wyu wyuy yu...
Wo.. ki jagah wooohhh karti hai.. ab kya bataun..
Bhais ko chahiye komal sa bail 🐂
Poonam sa 🌑 🌖
Lekin mila usko brown color ka saand🐂
Bhais ko le gaya saand se shadi karne bhaiya
Aur mod di bhais ki komal kalayi (wrist)
Chooda kar apni kalayi.. waha se bhaagi apni bhais
Aur yahi baat se ho gaya bhaiya ji ko stress
Ab hospital mein ho gaya hai wo akela
Aur saand 🐂 chala raha hai bhaiya ji ka tabela🤣
Local train ka bhikhari ~~~
Ek hath mein hai harmonium ki peti
Aur dusre hath mei garib se beti
Gaata hai wo...pardesi pardesi jana nahi
Lagta hai koi shor.. gana nahi..
Maang raha hai wo 10 paise 10 paise
Kya galat likhi hai humne kavita humari..
Par janab, main toh btana bhul gaya
Wo toh tha 1971 ke time ka bhikhari ~~~~🤣
i’m always up for Sarabhai vs sarabhai!
536