Originally posted by: jollyismyname
Yeah khadus agar police mein hota to,,,kya netra havaldaar yeah jailor hoti…?
Ha ha phir appu haat mein lakdi leke jati police station….pure haq se and khadus ko hi jail me bandh kar deti..
Netra ko Hawaldar hi rehne do achha hai 🤣
Appu kar deti ye bhi Kyunki ye Appu hai kuch bhi means kuch bhi kar sakti hai