Originally posted by: IamRaj96
Itna toh pata chal gaya ki juhi abhibhi regularly dekh rahi hai woh tabela show 🤣🤣
Nahi dekhti hu. Thoda bahot to sab show ke baare me pata rehta hai. Main Lallupama ki isse jyaada baat karti hu to kya vo dekhti hu?



