Jitna muje pata hai maharsharin me mehndi itna bada function nahi hota!!! Sab apne apne hisaab se lagvate!!!
But ye ITV hai na....yaha kuch bhi ho sakta...dikha de bas!!!
Mujhe tumhara babi aatya ke remarriage mein dikhane wala idea pasand aaya, agar upar wala koi humari baat sunn raha hai (i.e. Vasaikar) toh please humari yeh wish puri kar doš¤