Originally posted by: shridharg
...❤️WU...
I did watched the epi yet ,... Am excited after reading the WU ...
Bechara Shash ,...
Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain ...
Tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hansti
Tum hoti to aisa hota, tum hoti to vaisa hota
Yeh sochta hoon main kab se gumsum
Ke jab ki mujhko bhi yeh khabar hai
Ke tum nahin ho, kahin nahin ho
Magar yeh dil hai ke keh raha hai
Ke tum yahin ho, yahin kahin ho ...
...❤️
Wahh kitna beautiful hai yeh, bahut sunna sunna lag raha hai, but yaad nahi aa raha koi gaane ke lyrics hai kya?