Originally posted by: arya212002
Matlab what was she thinking š¤ ki karega toh kya karega.. they are outdoors and ghar ke andar pallu phadakne ke alawa kuch karta nahi and he is gonna do what here š¤
woi toh...Anuj ka achanak aisi baatein karna was a sudden jhatka and Anu ka sharmana was like yaar ye kya hi kar sakta hai when his duniya is her pallu, besharam bhi usi ke sath hoga𤣠mujhe toh Anuj ki romancing abilities par bada doubt hota hai sach
