Originally posted by: arya212002
Matlab what was she thinking 🤔 ki karega toh kya karega.. they are outdoors and ghar ke andar pallu phadakne ke alawa kuch karta nahi and he is gonna do what here 🤔
woi toh...Anuj ka achanak aisi baatein karna was a sudden jhatka and Anu ka sharmana was like yaar ye kya hi kar sakta hai when his duniya is her pallu, besharam bhi usi ke sath hoga🤣 mujhe toh Anuj ki romancing abilities par bada doubt hota hai sach
6