Actually yeh serial bhut funny hai I mean show bhut barbad hogaya abhi but funny 🤣dekho spoilers
Wah Anu bhaiya wah 2 Shaadi 2 patniyan wow Kamal hai Kya football team name ke liye tayarai karahi hai to woh scientist itni hisab karega ki ek patni mujhe football team is maqsad nahi degi football team I mean bache🤣to Chalo main 2 patniyan ki saath Shaadi karengi agar nahi hua to 3 patniyan hogi wow Kamal hai amazing shabash yehi Howe na baat mard hai aap mard hai 😆
Abhi gungun air akriti Tom Jerry ki tarah for anubhav kyun ki woh raja air dono dassi 🤣lekin akriti suchil hai achi hai yeh main nahi kehti hamare scientist ka dimaag aisa kahega aur dusrie I mean gungun badtameez begri ladki