Dear Arylie we love you 😘😘 but Tumhare pehle aap pehle aap ke chakkar mein kahi train na chhoot jaye 😂😂
Mentor Singh Rathore tables turned ho gaye hai and How 😁😁
Imlie tumhe tumhari hi professionalism ka gyaan waapis lautayegi .. khudka gyaan sun ke chidd kyun gaye 🙃
" kaam se jyada jaroori kya ho sakta hai" 🤣🤣 aur tum Aru baba confession ke sapne dekh rahe the 😏 awwww 🥰
Abi bhi time hai Ghonchu sambhal jaa warna tu love sick puppy ban jayega and Teri Jungli CEO 😂🤣