Originally posted by: Not_James_bond
Oyy kaisa ho kaminiyo.πππ
Iss show ki ek baat mujha samaj aa gayi hain aur woh yeh hain ki shadi kisi ki bhi ho dukhi fateh na hona hain.πππππ
Yeh fateh mammu ka pyar samaj nahi aata πππ.
Ek sawal hain yeh Tejo ka muh pai hamesha itna ghatiya makeup karte tha yaa recently karne lage hain.
Matlab bandi itni pretty hain par makeup itna vahiyad karte hain ki bohot ajeeb lag raha hain. They need to hire good makeup artists.π
Bohot hi plastered lagta hain uska chehra . Aisa lagta hain galti sa muskura bhi de toh layers and layers of plaster gir jayenga bilkul fresh nahi lagta uska chehra.ππππ
Tejo aaj kal kis profession main hain kahi doctor ya lawyer toh nahi ban gayi na.ππππ Aur uss langur angu baby ka bussiness kon sambhal raha hain.πππ
Ek farzi boxer aur duja nikama vyapari mast aashiq mila hain πππ Tejo the forever mata ko.ππππ