dhundh ek ritual hai humare yaha ka... Jo bacchon ke saath holi ke din karte hai.. Jin bacchon ki pehli holi hoti hai unke saath.. Chahe fir vo holi ke ek din pehle hii kyu na paida hue hai..
Unhe koi ghar ka chota membar lakdi ke patre par lekar baithta hai.. Aur jo basti wale hote hai.. Unn par lakdi ke dado yaa gediyo se ladki bajate hai.. Bas fir khaan hota hai..sabka..😁
Jitna short ho sakta tha maine bata diya..😝