haa ye to hai... Ye lagegi badi pyaari...
haaa yaar.. muze bohot pyara laga..
dekh joke ki baat chor do to muze sach mai lagata hai jab iss ladki ka sach mai koi hoga to aur kitane pyar se bolegi na..
i can imagine her blushing.. 😳
pagala gaye hai hum sab log... 🤪
Humara kaam hii yahi hai..🤣