Originally posted by: kavya1994
Why they had problem about what he is saying offscreen. Onscreen wale Karan ne toh Monami pe hi trust kiya na, so why so much bashing for Sha...
@bold same goes for those actors too. We should understand that they are humans too. Aaj unhone agar kisi character ke badaai kar di toh these fans think dusre character ko downgrade kar diya aur tab kya when those fans degrade the actors in comment sections of YouTube or in twitter, tab unn actors ko toh badi khusi hoti hogi, mann mein laddoo phodte honge...right? Yeh nahi sochte ke woh bhi irritate hote honge...
It's always about give and take
Tum kisi ko bura kahoge toh kya usse yeh expect kar sakte ho ki woh tumhare liye kuch acchha kahe...
@brown Sha has acknowledged fans love almost in every interview. He thanks them not only to fans who love his character but also to other fans who loves other characters of the show.
I don’t know ki tum interview dekhti ho ya nahi mai bhi nahi dekhti par jo dekhte hai sab ka yahi kehna ki dono sabhi interview mein yahi karte hai.
Aur rahi baat offscreen ki toh set ke bahar offscreen hota hai par tum set par show ke liye interview mein aisa bolegi toh wo yeh kehkar neglect nahi hoga ki yeh offscreen hai onscreen nahi.
Give and take dono side se hoti hai yeh correct hai aur jab show start hua tha toh fans sabhi ko equally appreciate karte the par kuch change hua toh saari galti fans ki toh nahi ho sakti and sirf yahi show nahi hai baki shows mein bhi actors apni personal life ka sahara lekar nikal jaate hai jo unhe bolna hota hai bol dete hai or fans react kare to unko aise hi chup kara dete hai aur fans ko galat dikhana kafi easy hai actors ko support karna kafi easy hai aur yahi hota hai mai yeh nahi keh rahi ki saari galti unki hai kuch overreact hum bhi kar rahe hai par provocation bhi mil raha hai to yeh toh hoga hi