Originally posted by: Not_James_bond
Aaj ka episode again was fabulous.❤️❤️🤩🤩🤩😂😂😂
Bhabi na aur baby na kya class lagayi hain karan ki.😂😂😂
Faizi na as usual kadhai main ghee dalna ka kaam kiya.😂😂😂
Mazatoh tab aaya jab balli and aneech were fighting like losers for monami .😂😂😂
I was like girlfriend kisi aur ki aur yeh dono apne main hi lage paade hain.😂😂😂
SidG and sabka mess scene was fabulous as well.😂😂
It's was a great mix of fun, humor and serious planning for the mission.
This track I'm really starting to love.❤️❤️😂😂😂
Lagta hai "Monami kiski hogi" wali game hi Dhanno ko leh doobegi 😂