are yaar pak gaye par seriously... Kya ho raha tha kuch na pata... Sabke reaction dekh kar itni hasi aa rahi thi mujhe...🤣🤣Lol tum log ka reaction 🤣🤣
Mtlb aj pri nai aye 😭
Niti parineet ki girlfriend hai
Baki ka I don't know
Nahi re aaj nahi aayi... Bina baat ka drama dekh liya... Kon kisko bhadka raha tha.. Kon kisko kya bata raha tha kuch bhi ho raha tha...🤣🤣
Aur jo varmala latkai hai..😂😂
Haa uski GF bhaag gayi hai lagta hai...😂😂😂