Originally posted by: maanarsh
Tujhe kahan se bare dikh ri hai Shanđ
Sirf Fateh ka haath hai beech me aur kuch naiđ
And ur dpđ„đ„đ„
Aa gaya samajh fire ne to order se puc bhi dikha di.....haaye....kya fir se hume milega ye sab
I know my DP is haaaat....kuch din tak aise hi sabko jalaaongiđ