Episode starts with
Mahaanji is all praise for Janu and asking Pandya parivar members to apologize to Janu and Motiben
Gautam is walking towards Janu and folding his hands and Suman is signaling him not to but he didn't see her.
Janu is smirking and happy, So are Motiben and Mami (watching from behind the pillar).
Gautam says "Janardhan ji hume maaf kar dijiye, hmari wajah se aapko itna khaana banana pada"
Janu says, "Arrey Gautam Bhai, kaise baateing kar rahe hain, Bhagwanji ka kaam me kaisi samasya , kaisa problem"
Shiva says, "samasya, iss poore samasy ke jadd na tu hi hai, tu ne sadak pe keelein bichaaye, ahamri tempo puncture ki aur abb sabke saamne hero ban raha hai"
Rishita asks Shiva for proof, "tujhe kaise pata hai keel mere Papa ne hi bichwaay, photo hai tere paas"
Rishita also says sorry to Janu and Motiben and thanks them for having a Plan B ready incase Pandya parivar is not able to get the Prasad on time,
Mami is happy looking at this, her monologue, 'o Mhara bhogilal, aaj toh majaa hi aa gaya bhai majaa hi aa gaya, chalo bhale Kamini behen ke ghar ke bhandara nahi chada Mandir me toh kya hua, saare Pandya parivar ko Jhukaa toh diya, kaise jhuk ke jhuk ke maafi maang rahe hai Bhai, majaa aa gaya majaa aagaya, aashcharya ki baat hai itna sab kuch hogay aur ye Suman budiya toh utti nahi hai bhai apne kursi se danda leke, jo hua accha hi hua"
Mami's evil laugh