Shaleen - Kaveri {KarMi} •AT #11• |Tum ho saath mere ✨❤️| - Page 51

Created

Last reply

Replies

1.2k

Views

31.2k

Users

14

Likes

4.4k

Frequent Posters

NoeticLife thumbnail
Rainbow Reign Pride Participant Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 6
Posted: 3 years ago

Originally posted by: iAmSphere

Okay guys, pura din laga kar aur kadi mehnat kar ke, maine OS likh to lia hai for celebration thread, ab use post kab aur kese karna hai wo bhi bata do koi?

Pehle hi warning de rahi hu, Accha nahi hai par isse zyada acche ki mujhse ummed bhi mat karna 🙈

Yeh 'tu phir boli' waali idiocy sirf mere liye hai kya?

NoeticLife thumbnail
Rainbow Reign Pride Participant Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 6
Posted: 3 years ago

Her lips touched his cheek, before she pulled away, smiling at him.

"Good night", she said. "I hope tum sapnon mein aao."

He couldn't help but smile a little. "Good night." He sighed a little, tilting his head and watching her walk away, back to her dorm.

He pushed the door open to his room, raising an eyebrow at Faizi. "Tu soya nahi?" He asked.

"Kaam, Janaab", he muttered, typing something on his laptop. He flicked his eyebrows up at Karan. "Date kaisi thi?"

"Uske saath thi toh achhi hi hogi", he said, shrugging. His best friend stared at him. "Kya?"

"Nahi, soch rahe hain ki hospital mein admit karein ya goli maarein?"

"Huh?"

"Tum romantic baat kar rahe ho, toh pakka tabiyat kharaab hai. Toh hospital. Aur date par se waapas aakar itni si bhi smile nahi toh uske liye goli maarni chahiye, shayad akal aa jaaye."

He hit his arm, and his best friend laughed, rubbing it. "Bakwaas kara lo tujhse bas."

"Arey, tum bandi ke saath date par jao, bandi ko girlfriend banao, bandi ke saath full on romance karo, aur hum bakwaas bhi naa karein?"

"Ho gaya?" He asked.

"Karan?" Faizi said, and he sighed, giving him a questioning look. "Tum dono ka jhagdha hua hai kya?"

"Nahi. Humaara jhagdha kyun hoga?" He said, plopping down on his bed. He pulled his phone out, unlocking it.

A picture of Monami and him stared back. Diwali selfie. She had asked him how she looked. What could he have said to that? Beautiful was too short of a word for how she looked. He didn't even think before blurting a word out. Better.

He had wanted to hit himself. Better? She hadn't liked his response, and he had walked away before he could physically hit himself.

"Janaab?" Faizi said, and he glanced up. "Kya hua hai?"

"Faizi, relationship mein... pyaar kaafi hota hai kya?"

His eyebrows furrowed. "Matlab?"

"Matlab... main usse pyaar karta hoon. Wo kaafi hai?"

"Karan, kis cheez ke liye kaafi hai? Tum kya baat kar rahe ho?"

He sighed. "Yaar, use hamesha pata hota ki kya bolna hai, kya karna hai. Main kya sunna chahta hoon, kya sunne ki zaroorat hai. Sab kuch. Aur mujhe kuch nahi pata hota. Use kya chahiye, kya achha lagega. I don't know." He paused, trying to think of a way to phrase his feelings. "Faizi... I love her. I really, really do." He sighed, rubbing his face as he tried to make sense of his feelings.

"Hum samajh rahe hain, Janaab." He kept his laptop aside, sitting down next to him and keeping a hand on his shoulder.

He sighed. "Kya samajh raha hai?"

"Yeh toh aisi baat ho gayi ki ladki ko noodles chahiye aur chef ne ek dum achhe se, first class, five star noodles banaaye, aur phir ro raha hai ki upar patte nahi hai, daalne ke liye."

Karan stared at him in disbelief, blinking. He held up a finger. "Tu mere pyaar ko noodles keh raha hai?" He twisted his hand back and Faizi laughed, groaning a little as Karan twisted it a little more.

"Achha, sorry, Janaab", he said, laughing. "Chodho."

He let go of his arm, hitting his shoulder. "Tujhse kuch nahi hoga. Bas bakwaas karta rehta hai."

"Karan, jataane ka tareeka alag hai tum dono ka. Par pyaar toh dono karte ho, na? Aur dono yeh jaante ho ki doosra pyaar karta hai."

"Par Faizi..."

He sighed. "Achha suno. Sanju aur Siddharth ek doosre se pyaar karte hain. Siddharth uske liye badhi badhi dates plan karta hai, restaurants, over the top cheezen. Par Sanju use street food khilaane lekar jaati hai, use boxing sikhaati hai, use bike ride par lekar jaati hai. Par dono khush hain, na? Siddharth street food khaakar bhi khush hai jab tak Sanju uske saath hai, aur Sanju restaurant ka khaana khaakar khush hai jab tak Siddharth uske saath hai. Samajh rahe ho?"

He nodded. "Koshish kar raha hoon."

"Janaab, aapki khushi ke liye usne aapko apne pyaar se azaad kar diya tha. Aapki zindagi ke liye apni dreams sacrifice kar di thi. Aur tumne kitni baar uski jaan bachai hai, apni jaan risk par daalkar. Uske dreams ke liye apna career line par laga diya tha. Toh yeh choti choti baaton se kya farak padta hai?"

"Thanks, Faizi."

"Ab hume kaam karne do", he said, patting his shoulder and moving back to his own bed.

Karan fiddled with his phone absentmindedly, thinking his words over again. It vibrated in his hands, and he clicked it open, opening up Monami's message.

'Agent Shergill, next date kal? Wo jo kulfi stand tha, na, wahan par chalenge, okay?'

He smiled a little. 'Jo hukum, Rani Sahiba.'

'Kaash kal aur jaldi aaye... I love you.'

[Ending thodi ajeeb hai. Kisi ko better samajh aa rahi hai toh bolo. Main Kahaaniyan waale thread mein post karne se pehle edit kar doongi]

Not_James_bond thumbnail
Visit Streak 180 Thumbnail Visit Streak 90 Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

Originally posted by: NoeticLife

Achi thi kaafi subtle thi.❤️❤️❤️❤️

SherDilNetaji thumbnail

Na mast hai ek dum🤩

Kisi change ki zarurat nahin hai 😂

iAmSphere thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 4
Posted: 3 years ago

Originally posted by: NoeticLife

Her lips touched his cheek, before she pulled away, smiling at him.

"Good night", she said. "I hope tum sapnon mein aao."

Monu, already bahut Sapne dekhe hai tumne, wese ab sapno ki kya zaroorat hai, ab to reality mein convert kar sakti hi

He couldn't help but smile a little. "Good night." He sighed a little, tilting his head and watching her walk away, back to her dorm.

He pushed the door open to his room, raising an eyebrow at Faizi. "Tu soya nahi?" He asked.

"Kaam, Janaab", he muttered, typing something on his laptop. He flicked his eyebrows up at Karan. "Date kaisi thi?"

"Uske saath thi toh achhi hi hogi", he said, shrugging. His best friend stared at him. "Kya?"

"Nahi, soch rahe hain ki hospital mein admit karein ya goli maarein?"

"Huh?"

"Tum romantic baat kar rahe ho, toh pakka tabiyat kharaab hai. Toh hospital. Aur date par se waapas aakar itni si bhi smile nahi toh uske liye goli maarni chahiye, shayad akal aa jaaye."

He hit his arm, and his best friend laughed, rubbing it. "Bakwaas kara lo tujhse bas."

Uski wali nahi hai na abhi, to bas inhi mein time pass karega na

"Arey, tum bandi ke saath date par jao, bandi ko girlfriend banao, bandi ke saath full on romance karo, aur hum bakwaas bhi naa karein?"

"Ho gaya?" He asked.

"Karan?" Faizi said, and he sighed, giving him a questioning look. "Tum dono ka jhagdha hua hai kya?"

"Nahi. Humaara jhagdha kyun hoga?" He said, plopping down on his bed. He pulled his phone out, unlocking it.

A picture of Monami and him stared back. Diwali selfie. She had asked him how she looked. What could he have said to that? Beautiful was too short of a word for how she looked. He didn't even think before blurting a word out. Better.

He had wanted to hit himself. Better? She hadn't liked his response, and he had walked away before he could physically hit himself.

Ab to best lagti hogi, nahi?

"Janaab?" Faizi said, and he glanced up. "Kya hua hai?"

"Faizi, relationship mein... pyaar kaafi hota hai kya?"

His eyebrows furrowed. "Matlab?"

"Matlab... main usse pyaar karta hoon. Wo kaafi hai?"

"Karan, kis cheez ke liye kaafi hai? Tum kya baat kar rahe ho?"

He sighed. "Yaar, use hamesha pata hota ki kya bolna hai, kya karna hai. Main kya sunna chahta hoon, kya sunne ki zaroorat hai. Sab kuch. Aur mujhe kuch nahi pata hota. Use kya chahiye, kya achha lagega. I don't know." He paused, trying to think of a way to phrase his feelings. "Faizi... I love her. I really, really do." He sighed, rubbing his face as he tried to make sense of his feelings.

"Hum samajh rahe hain, Janaab." He kept his laptop aside, sitting down next to him and keeping a hand on his shoulder.

He sighed. "Kya samajh raha hai?"

"Yeh toh aisi baat ho gayi ki ladki ko noodles chahiye aur chef ne ek dum achhe se, first class, five star noodles banaaye, aur phir ro raha hai ki upar patte nahi hai, daalne ke liye."

Better than khich khich ki goli 😂

Karan stared at him in disbelief, blinking. He held up a finger. "Tu mere pyaar ko noodles keh raha hai?" He twisted his hand back and Faizi laughed, groaning a little as Karan twisted it a little more.

"Achha, sorry, Janaab", he said, laughing. "Chodho."

He let go of his arm, hitting his shoulder. "Tujhse kuch nahi hoga. Bas bakwaas karta rehta hai."

"Karan, jataane ka tareeka alag hai tum dono ka. Par pyaar toh dono karte ho, na? Aur dono yeh jaante ho ki doosra pyaar karta hai."

"Par Faizi..."

He sighed. "Achha suno. Sanju aur Siddharth ek doosre se pyaar karte hain. Siddharth uske liye badhi badhi dates plan karta hai, restaurants, over the top cheezen. Par Sanju use street food khilaane lekar jaati hai, use boxing sikhaati hai, use bike ride par lekar jaati hai. Par dono khush hain, na? Siddharth street food khaakar bhi khush hai jab tak Sanju uske saath hai, aur Sanju restaurant ka khaana khaakar khush hai jab tak Siddharth uske saath hai. Samajh rahe ho?"

Ab sahi example dia na!

He nodded. "Koshish kar raha hoon."

"Janaab, aapki khushi ke liye usne aapko apne pyaar se azaad kar diya tha. Aapki zindagi ke liye apni dreams sacrifice kar di thi. Aur tumne kitni baar uski jaan bachai hai, apni jaan risk par daalkar. Uske dreams ke liye apna career line par laga diya tha. Toh yeh choti choti baaton se kya farak padta hai?"

"Thanks, Faizi."

"Ab hume kaam karne do", he said, patting his shoulder and moving back to his own bed.

Karan fiddled with his phone absentmindedly, thinking his words over again. It vibrated in his hands, and he clicked it open, opening up Monami's message.

'Agent Shergill, next date kal? Wo jo kulfi stand tha, na, wahan par chalenge, okay?'

He smiled a little. 'Jo hukum, Rani Sahiba.'

'Kaash kal aur jaldi aaye... I love you.'

Hayeeee humari jhalli monu

[Ending thodi ajeeb hai. Kisi ko better samajh aa rahi hai toh bolo. Main Kahaaniyan waale thread mein post karne se pehle edit kar doongi]

Everything was perfect, starting, ending, sab!!

Chica ❤️

Edited by iAmSphere - 3 years ago
Not_James_bond thumbnail
Visit Streak 180 Thumbnail Visit Streak 90 Thumbnail + 3
Posted: 3 years ago

Originally posted by: NoeticLife

Yeh 'tu phir boli' waali idiocy sirf mere liye hai kya?

Haa woh bas tera liya hain.😂😂😂

Uska liya alag dialogue hain.😂😂😂😂

# Dhoundu just chill.😂😂😂😂

Edited by Not_James_bond - 3 years ago
SherDilNetaji thumbnail
Posted: 3 years ago
SherDilNetaji thumbnail
Posted: 3 years ago

KarMi ka main track next week se expect kiya jaa sakta hai, kyunki jab unka confession-rejection track chal raha tha toh makers SidSa ko slowly built up kar rahe the jaise abhi KarMi ko kar rahe hai aur ab separation track hi hai as per Sha’s latest interview ki ab pata nahi wo dono kab milenge.

iAmSphere thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Visit Streak 180 Thumbnail + 4
Posted: 3 years ago

But honestly, iss scene mein to literally iss angle se proper kiss hi lag raha hai mujhe toh, cheek kiss to kahi se nahi lag raha

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".